Kaho na Kaho is a hit song of Murder Movie. This song is sung by Amir Jamal. Music also given by Anu Malik and lyrics are written by Sayeed Quadri.
Song Details
Song: Kaho Na Kaho Lyrics
Movie: Murder (2004)
Singer: Amir Jamal
Lyrics: Sayeed Quadri
Music: Anu Mallik
Label: T-Series
Kaho Na Kaho Lyrics
Kaho na kaho
Yeh Aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar
Mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka
Yeh kinaara hai
Kaho na kaho
Yeh Aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar
Mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka
Yeh kinaara hai
Badalon se
Oonchi uraanoon ki
Sab se alag
Pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki
Kahani mansoob
Aati jati saanson
Ki rawaani mansoob
Baadalon se unchi
Uraanoon ki
Sab se alag
Pehechanoon ki
Use hai pyaar ki
Kahani mansoob
Aati jaati saanson ki
Rawaani mansoob
Kaho na kaho yeh
Aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar
Mein tu hamara hai
Andhere raaston
Ka tu sitaara hai
Tu hi jeene ka sahara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho yeh
Saansein bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Labon pe naam
Tere bas humara hai
Yeh tera dil bhi
Jaana humara hai
Kaho na kaho yeh
Aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar
Mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon
Ka yeh kinaara hai
Khwaabon mein
Tujhko sanwaara hai
Jazbon mein
Apne utaara hai
Meri yeh aankhen
Jidhar dekhe
Tera hi chehra
Nazaara hai
Khwaabon mein
Tujhko sanwara hai
Jazbon mein
Apne utaara hai
Meri yeh aankhen
Jidhar dekhe
Tera hi chehra
Nazara hai
Khwabon mein
Tujhko sanwara hai
Jazbon mein
Apne utara hai
Meri yeh aankhen
Jidhar dekhe
Tera hi chehra
Nazaara hai
Khwaabon mein
Tujhko sanwaara hai
Jazbon mein
Apne utara hai
Meri yeh aankhen
Jidhar dekhe
Tera hi chehra
Nazara hai
Published by: Lyrics389
0 Comments